mah e jamadius sani 1431 ka wazeefa

Assalam-O-Alaikum!
Mah-E-JAMADI-US-SANI Ka Wazeefa

1: Rozana 100 martaba surah ikhlas is tarah parhain k her namaz k baad 20 martaba parhain
2: Rozana 786 martaba Bismillah ir-Rahman ir-Rahim
3: Rozana 2 Rakat salat ul toba aur 2 rakat salat u hajaat
4: Pooray mahinay main 3 rozay
5: Rozana Adha ghanta durood sharif.

Shukrea, Wassalam.

Print Wazifa In Urdu/English
Mahina pora honay per ijtemae dua k lea nam aur tadad note karwa dain.